Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]


Bachpan Lyrics

Hmmm thaki hai nahin ye aankhein
Seene mein bachi hain saansein
Rokegi kitna yeh zindagi
Dabi hui thi kone
Chhipi hui thi sapne mein
Simti huve thhe, ab nahi, ab nahi

Sajaaun bachpan aisa
Kaante bhi ho to kya
Banaaun main kal aisa
Jale.. saari.. duniya ye re

Ho ho…

Kami thi jo mujh mein kab se
Mila na jo mujhko Rab se
Laqeeron mein bandh ke.. ab nahi, ab nahi
(ab nahi!)

Chheente jo pade hain kal ke
Mitenge usi pe chal ke
Rokegi ye kitna zindagi (ye zindagi)

Seekhenge gir gir ke.. taaron se bhi toh kya
Banaaun main kal aisa, jale saari duniya ye re

Dabi thi, chhipi thi
Roye the, khoye thhe, raaton mein

Jhuke na… ruke na…
Dhoondein na manzil ko haathon mein
Manzil ko haathon mein
Manzil ko haathon mein…

Manzil ko haathon mein!


Singer : Ayushmann Khurrana,
Music : Abhinav Bansal,
Lyrics: Abhinav Bansal
Music Label: Eros
A Short Film directed by: Tahira Kashyap
Film Produced by: Eros, Ayushmann Khurrana, Mukesh Chhabra
Film Release Date: 17 January 2018


No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]

| Designed by Entrepreneurables